Balmaa (Maatibaani) Lyrics
?balma nahi maane balma nahi maane
  balma nahi maane balma nahi maane
  wo more man ki na jane 
  wo more man ki na jane 
  balma nahi maane balma nahi maane
  
  mishra mishra bun ke banta 
  mahka sa ek geet 
  pyar ka chalta ek hi charcha 
  hum ek hai raagi geet 
  fir na ye din aaye 
  chhin chhin beete jaye 
  kahe na pahchane 
  wo more man ki na jane 
  wo more man ki na jane 
  
  balma nahi maane balma nahi maane
  balma nahi maane balma nahi maane
  wo more man ki na jane 
  wo more man ki na jane 
  balma nahi maane balma nahi maane
                            
                            
                        