Tere Dil Ka Dard Lyrics

tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye begaane jo peer use, ab pehchaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye pehle khushiyo ki, aisi hoti barsaat rahi ek ek shab jaise ho, poonam ki raat rahi geeto ki bauchharo ki, pal pal saugaat rahi sach lagti thi jo angin sapno ki baat rahi lekin sapne khwaab rahenge lekin sapne khwaab rahenge hum tum maan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye bagiya bagiya phool khile the, kaliya muskaai sah sawan ke meet mile the, biti tanhaai muskane chha gayi hazaar, bahare thi aayi sukhi dharti ne nabh ki bauchhare thi payi lekin hum tum dono ab to lekin hum tum dono ab to ho anjaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye tera dard hamare aansu koi raah na paate har din andhiyara khalta tanha tanha ho jaate yaado ke deepak jalte jis mein til til jal jaate aur zindagi ki bisaad mein janam hawan kar jaate jaane kahan hamare saare jaane kahan hamare saare ho armaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye tere dil ka dard, hamare aansu jaan gaye begaane jo peer use, ab pehchaan gaye