Kaash Kabhi To Lyrics

kaash kabhi to unki khidaki ek baar khul jaati aur hawa se unke chehre ki naqaab hat jaati kaash kabhi to unki khidaki ek baar khul jaati aur hawa se unke chehre ki naqaab hat jaati ho jaata deedar kaash anjaane rukhsaro ka waah taqdeere isharon ka un naino ke baaro ka ho jaata deedar kaash anjaane rukhsaro ka waah taqdeere isharon ka un naino ke baaro ka rukh par jo chhai baalo ki aaj ghata hat jaati chhupi hui gehraai palko ki thodi ghat jaati kaash kabhi to, kaash kabhi to kaash kabhi to unki khidaki ek baar khul jaati aur hawa se unke chehere ki naqaab hat jaati itane din se jee na raha thaa ek baar jee jaata luta zindagi ki bisaat par maat na aisi khaata itane din se jee na raha thaa ek baar jee jaata luta zindagi ki bisaat par maat na aisi khaata teekhi nazar katili meri taraf kbhi uth jaati phir chahe aa jaaye qayamat ya dharti phat jaaye kaash kabhi to, kaash kabhi to kaash kabhi to unki khidaki ek baar khul jaati aur hawa se unke chehere ki naqaab hat jaati hay unhone kabhi na dekha maine unhen na jaana jaane kabse chhupa salona roop raha anjaana hay unhone kabhi na dekha maine unhen na jaana jaane kabse chhupa salona roop raha anjaana agar tilishmi moorat ki surat thodi dikh jaati kalam hamari ek kahani nayi nayi likh jaati kaash kabhi to unki khidaki ek baar khul jaati aur hawa se unke chehere ki naqaab hat jaati