Watan Jab Yaad Aata Hai Lyrics

watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai yahi lamhe yaad karna ab inhi se pyar karna main safar pe ja raha hu mera intajar karna hato kandhe se aansu pochh dalo wo dekho relgadi aa rahi hai main tumko chhod kar hargij na jata garibi mujhko lekar ja rahi hai paida jo hoslo me jo hararat na kar sake wo jurm ke khilaf bagawat na kar sake ghar ki jaruato ne musafir bana diya baccho se ek lamha mohabbat na kar sake watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai mujhe pardes me teri mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai hum apni jaat sse bhi aisi gaddari nahi karte kabi gusse me bhi aawaj ko bhari nahi karte hasino me yahi ek to bimari hai jana mohabbat karte hai lekin wafadari nahi karte hansi majako shararat me tut jate hai humare dil to mohabbat me tut jate hai hume na todana nafarat ke patharo se kabhi hum aise hai jo sarafat me tut jate hai ashk ko jis din se pina aa gaya ashk ko jis din se pina aa gaya bas us din se mujhe jina aa gaya aur pyar ki ye aanch bhi kya aanch hai acche accho ko pasina aa gaya mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai mohabbat karne walo ko mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi bhukha akha tha aajmate kirdar ne magar usko jarurato ne bhikharan bana diya bhukha rakha tha aajmate kirdar ne magar usko jarurato ne bhikharan bana diya aur jis din tujhe bhulayenge hum mar hi jayenge kyoki humne to teri yad ko dhadkan bana diya kisi ne nind kharidi hai narm bistar se kisi ki aankho se khwabo ka rishta tut gaya aur malal ye nahi hato ki chudiya tuti malal ye hai ki barso ka rishta tut gaya aur bhi hasin lagate ho aur bhi hasin lagate ho jhuthi kasme jarur khaya karo muskurahat hai husn ka jewar rup badhata hai muskuraya karo tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi magar jab ruth jate ho magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne yahi hai khof ki meri juban na khul jaye nahi to teri shikayat se kaun darta hai tu ek bar mohabbat ka aitbar to kar fir intajar ki muddat se kaun darta hai hum hum khwaisho ki khatir wade nahi badalte rahte hai ek ghar me kamere nahi badalte dushman humare hak me ban jaye sari duniya hum pyar ke mushafir raste nahi badalte badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne mohabbat ke marijo ko mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se talabgaro ki jindagi na karo apne ghar me koi khushi na karo koi dushman na hoga duniya me shart ye hai ki dosti na karo hontho pe pyas ka do jag khangal le ya aidiya ragad koi chashma nikal le bhai samjh raha hai to aaja gale lage dushman samjh raha ha to hasharat nikal le yaha tak aa gaya hu chalte chalte main sota hu mashine sochati hai humi ne kaise kaise saanp pale humari aastine sochati hai tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se hume to dosto ki bewafai hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai judai jahar lagati hai kamai jahar lagati hai judai jahar lagati hai kamai jahar lagati hai