Kis Karan Jogan Jog Liya Lyrics
kis karan jogan jog liya kis karan jogan jog liya
  bhari jawani me ye kaisa rog liya kaisa rog liya
  kis karan jogan jog liya kis karan jogan jog liya
  bhari jawani me ye kaisa rog liya kaisa rog liya
  kis karan jogan jog liya
  
  kyu duniya se muh moda hai
  kyu duniya se muh moda hai
  kyu hara bhara jag choda hai 
  kya ankhiya jis sang lagi thi
  us zalim ne dil toda hai dil toda hai
  dil toda hai
  kis karan ho kis karan jogan jog liya
  bhari jawani me ye kaisa 
  rog liya kaisa rog liya kis karan jogan jog liya
  
  kyu mati aang laga bethi kyu 
  mati aang laga bethi
  kyu sune ban me aa bethi kyu
  joban ke armano me aye 
  jogan aag laga baithi laga baithi laga baithi
  kis karan ho kis karan kis karan
  jogan jog liya bhari jawani me ye kaisa 
  rog liya kaisa rog liya kis karan jogan jog liya
  
  jab jhum ke sawan aayega 
  jab jhum ke sawan aayega 
  jangal me dil ghabrayega 
  fir hath se mala chutegi 
  sab jog dhra reh jayega 
  reh jayega  reh jayega
  kis karan ho kis karan kis karan
  jogan jog liya bhari jawani me ye kaisa 
  rog liya kaisa rog liya kis karan jogan jog liya
                            
                            
                        