Yeh Zindagi Lyrics

ye zindagi chali manchali meri bekhudi se kya ye keh gayi o rehnuma, mujhko de bata ke in hawao ne mujhse kya kaha chaar disha se gunje teri sada aur koi nahi yaara lauta hun main tujhko na maine pahchana ye jindagi dekho to zara faila hai ujala dekho rehnuma teri yaado ne bas mujhko yun chhua, sulga hai ye pal har lamha lagta bas dhuan hi dhuan khamoshiya kyu hai darmiyaa isme hai zamana, koi hai kaha ye zindagi chali manchali meri bekhudi se kya ye keh gayi o rehnuma, mujhko de bata ke in hawao ne mujhse kya kaha