Iss Tarah Aapko Lyrics
is tarah aapko aashana kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  ki mujhe aaine se judda kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  
  sang pairon me milate rahe mustkil
  sang pairon me milate rahe mustkil
  sang pairon me milate rahe mustkil
  main unhen jod kar raasta kar gaya
  main unhen jod kar raasta kar gaya
  ki mujhe aaine se judda kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  
  tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
  tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
  tannjo tohamat ki parwaah nahi dosto
  jo suna sun liya ansuna kar diya
  jo suna sun liya ansuna kar diya
  ki mujhe aaine se judda kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  
  meri oakaat itani rahi umra bhar
  meri oakaat itani rahi umra bhar
  meri oakaat itani rahi umra bhar
  har koi haal par mashwara kar gaya
  har koi haal par mashwara kar gaya
  har koi haal par mashwara kar gaya
  ki mujhe aaine se judda kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  
  zindagi tujhse koi shikayat nahi
  zindagi tujhse koi shikayat nahi
  zindagi tujhse koi shikayat nahi
  jo mila jab mila saamna kar gaya
  jo mila jab mila saamna kar gaya
  ki mujhe aaine se judda kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
  is tarah aapko aashana kar gaya
                            
                            
                        