Kab Kaha Ki Mujhe Lyrics
kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  
  rukh se parda hatana maisar na ho
  rukh se parda hatana maisar na ho
  rukh se parda hatana maisar na ho
  meri nazaro ko tum aaina maan lo
  meri nazaro ko tum aaina maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  
  ye zamana tumhen bhi sataye agar
  ye zamana tumhen bhi sataye agar
  ye zamana tumhen bhi sataye agar
  tum mere ishq ko aasara maan lo
  tum mere ishq ko aasara maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  
  hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
  hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
  hain khuda ki bhi marzi ke hum tum mile
  waqt ka tum zara faisla maan lo
  waqt ka tum zara faisla maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  kab kaha ki mujhe tum khuda maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
  humsafar humnashi humnawa maan lo
                            
                            
                        