Majdoor Hu Mai Majbur Nahi Lyrics
hum pehali may ko manate hain
  hum majdur manate hain
  hum pehali may ko manate hain
  hum majdur manate hain
  
  koi mujhe kaamdaar kahen
  ho koi mujhe kaamdaar kahen
  koi mujhe rojambaar kahen
  main majdur bada hi sahi
  majdur hu main majbur nahi
  koi mujhe kaamdaar kahen
  koi mujhe rojambaar kahen
  main majdur bada hi sahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  
  hum pehali may ko manate hain
  hum majdur manate hain
  hum pehali may ko manate hain
  hum majdur manate hain
  
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  roji roti hain, ye imaan dharam
  jimmedari nibhata, hun main hardam
  haatho ki lakeero me, shakti hardam
  roji roti hain, ye imaan dharam
  jimmedari nibhata, hun main hardam
  haatho ki lakeero me, shakti hardam
  yahi vishwas yahi vishwas 
  hain dil me sahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  majdur hu main majbur nahi
  
  kadam se kadam, main badh jaaun
  badh jaaun
  apne karam main kar jaaun
  kar jaaun
  lakshay ki ore main badh jaaun
  badh jaaun
  ye mutthi nahi hathoda hain
  hathoda hain
  ye mutthi nahi hathoda hain
  hathoda hain
  kaamdaar zindabaad 
  kaamdaar zindabaad
                            
                            
                        