Ek Pal, Zara Zara Lyrics

ek pal dhup hai ek pal hai dhua ek pal mein hawa ek pal ka jahan ek pal saans hai ek pal hai jalan ek pal mein laga chaar pal ka jatan zara zara mutti khuli mutti khuli zara zara zara zara zara aankhein khuli aankhein khuli zara duniya ko sapna kahta hai ye saanson ko apna kahta hai ye shehar aur jungle ko bhool ke khud mein hi chhup ke rehta hai ek pal yaad hai ek pal hai safar ek pal mein khatam saans ka ye safar ek pal neend hai ek pal hai bhram ek pal kar gaya chahaton ko garam zara zara mutti khuli mutti khuli zara zara zara zara zara aankhein khuli aankhein khuli zara.. duniya ko sapna kahta hai ye saanson ko apna kahta hai ye shehar aur jungle ko bhool ke khud mein hi chhup ke rahta hai ye wo pal kahan se laaye wo pal kahan se laaye khyaalo mein sab dushmani bhul jaye wo pal kaha makdi ke jaalo ne jisko fasaya hai khoya hai khoya hai khoya hai jo khaya hai khaya hai khaya hai jo duniya ko sapna kahta hai ye saanson ko apna kahta hai ye shehar aur jungle ko bhul ke khud mein hi chhup ke rahta hai ye