Apna Banate Hai Kabhi Kabhi (Kashmakash) Lyrics
kashmakash hai yahi kya karu kya nahi kiski manu yaha dil kahi man kahi rishte hasate hai kabhi kabhi ye gam ke aansu rulate sapne dikhate hai kabhi kabhi ye nind se hai jagate chalte chalte jhoka pe thahara thahara aasama unchi unchi laharo me gahara karava sach hai kya jhuth kya kya daga kya yaki kashmakash hai yahi kya karu kya nahi kiski manu yaha dil kahi man kahi kashmakash hai yahi kya karu kya nahi kiski manu yaha dil kahi man kahi kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi apna banate hai kabhi kabhi ye bhid me chhod jate chhod jate duri mitate hai kabhi kabhi ye duriya hai badhate duriya ujale ujale aasma me kali kali badaliya halke halke aasuo ki bhari bhari dasta pas kya dur kya kya gaya kya yahi kashmakash hai yahi kya karu kya nahi kiski manu yaha dil kahi man kahi kashmakash hai yahi kya karu kya nahi kiski manu yaha dil kahi man kahi kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi kashmakash hai yahi