Aasma Lyrics

socho bhi jara dekho yahan kya yahi hai tumhara khwabo ka jahan ek hai ye jami kise hoga yaki hajaro sapane bikhare hai har kali dekh ke ye hawaye bhi hum ho gai badalo ki bahon mein gum ho gai ye savera andhere mein khone laga aasma bhi rone laga dhuye ke gharo mein rahate huye gum gaye in hawao mein bahate huye jalate pani mein kagaj ke nav liye vakt ke shor mein kho gaye hum jane kahan dekh ke ye hawaye bhi hum ho gai badalo ki bahon mein gum ho gai ye savera andhere mein khone laga aasma bhi rone laga socho abhi dekho jara kyun hai dilo mein fasala kyun hai ye dard kyun hai ye gam kyun hai hamare khawab gum chalate rahe hai apni dagar jab jana hame hai ek raah par chalo ab chale mil ke kare faisala aansuo mein khone na de ha jahan ko rone na de hai hamari ye jami hamara hi to hai aasma aansuo mein khone na de ha jahan ko rone na de hai hamari ye jami hamara hi to hai aasma