Bajao Zor Se Tali (Version 1) Lyrics

dil waale bose udaao maddham si hansi girao buth kyun bane pade ho rindh sa mahek jaao kaath me gaad do killi maachis par ghis do tilli yu to pheeki thi hawa maine kaifi kar daali paunchh ghaflat ki laali bajao zor se taali gam ko de dena gaali bajaao zor se taali taali ke baad taali bajaao zor se taali hai saat makaan sargam ke inme rehte sufi hai mere yaar hai, dildaar hai rooh ki tafri, zam-zam ki gaar hai har dhun ko ishqe waali phasle baati hai hotho se sehla-sehla nazini ki baaliya kaati hai ha bulla ke harfo par marne wali bawli matwali bajao zor se taali ha Shehad ki shehar waali bajao zor se taali taali ke baad taali bajao zor se taali Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai Soch khud ka hunar dil se nikalti ye daad hai ye qawalli wali baat hai purani dilli ki baraat hai gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi bulbul tha maajhi mera kaala majhi nahi ban paaya main phir se haaji bula lo khuda, bula lo qaazi nikaah ke liye khudai ko kar lunga main raazi main mehfil ka mawaali bajao zor se taali paunchh ghaflat ki laali bajaao zor se taali ha taali ke baad taali bajao zor se taali