Halki Halki Subha Ho Lyrics
halki halki subah ho, sili sili birha ho halki halki subah ho, sili sili birha ho halki halki subah ho, sili sili birha ho kuchh nayi sargam ho, dil me teri yaad ho halki halki subah ho, sili sili birha ho paas aana muskurana hame ajeeb lagata tha pal me jaana apna tha wo jo hame begana lagta tha ishq wahi wahi ishq wahi pyaar wahi wahi pyaar wahi bas wahi mulaqat ho halki halki subah ho, sili sili birha ho nazro se nazre milana pyaar se wo pyaar dena yaad aaye wo pal suhana teri mithi dhun me, mera kho jaana mera kho jaana raat wahi wahi raat wahi barsaat wahi wahi barsaat bas wahi mausam ho halki halki subah ho, sili sili birha ho halki halki subah ho, sili sili birha ho kuchh nayi sargam ho, dil me teri yaad ho halki halki subah ho, sili sili birha ho kuchh nayi sargam ho, dil me teri yaad ho halki halki subah ho, sili sili birha ho