Mera Chhuta Guitar, Jab Se Dil Lagaya Lyrics
jab se dil lagaya 
  jab se tumhe chaha 
  buri haalat hai yar
  mera chhuta guitar 
  mera chhuta guitar 
  
  jab se dil lagaya 
  jab se tumhe chaha 
  buri haalat hai yar 
  mera chhuta guitar 
  mera chhuta guitar 
  
  dhadkan me khoyi khoyi rahti thi 
  yaade teri aankho me hoti thi 
  tanhaaiya mujhse kahe 
  dil kahi main kahi rahta hu yar
  pyar ki bebasi sahta hu yar 
  mera chhuta guitar 
  mera chhuta guitar 
  
  aayegi mere yaar jindagi 
  track pe aayegi 
  in anjane se sapno ke pichhe me 
  kahi chale apni nav
  
  aayegi mere yaar jindagi 
  track pe aayegi 
  yu divano ke manjil ki dasta 
  yu hi rukti kaha 
  
  dosto ki dosti pe marta hu yar 
  bas pyar ke hi naam se 
  hai mujhko bukhar  
  mera chhuta guitar 
  mera chhuta guitar 
  
  jab se dil lagaya 
  jab se tumhe chaha 
  buri haalat hai yar 
  mera chhuta guitar 
  mera chhuta guitar
                            
                            
                        