Tumne Diya Jo Daag Mitaya Na Jayega Lyrics
tumne diya jo daag mitaya na jayega
tumne diya jo daag mitaya na jayega
mujhse tumhare gam ko bhulaya na jayega
tumne diya jo daag mitaya na jayega
koshish to dur jaane ki tumse karu magar
koshish to dur jaane ki tumse karu magar
dil se tmhari yaad ka saya na jayega
dil se tmhari yaad ka saya na jayega
tumne diya jo daag mitaya na jayega