Diwana Mai Diwana Lyrics
deewane rukte nahi aaye kitne mod
  kya achchha kya bura maine rab pe diya hai chhod 
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  
  ishq ka nagma gaate gaate khud se hua begana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  
  deewani main deewani main yaar teri deewani

  sanam sanam main rat te rat te khud se huyi begani

  o dil me yaar ka naam likh lai kitab banaye
  piyo na pani darat hu kahi naam na mit jaye
  tuhi aashiqi hai tuhi badgi hai
  tu hi jindagi hai meri jana
  chehra padu ke kalma padu
  ke sajda karu main dildara
  rab hi ishq, ishq hi rab hai ishq fakir malanga
  rab hi ishq ,ishq hi rab hai ishq fakir malanga
  ishq ka jab jalta chirag aashiq ban jaye patanga
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewani main deewani main yaar teri deewani
  
  katre me wo dariya hai jo aalam ko dubo de
  jare me vo sehra hai jo deewana bana de
  aankho ki teri ek hi chingari bahot hai
  aankho ki teri ek hi chingari bahot hai
  tu dekh jisko use parvana bana de
  aashiq jo kahe aashiq jo sune
  farman vo rab ka hota hai
  hamdam ke liye jaan jaye agar
  to ishq ka sadka hota hai
  deewani main deewani main yaar teri deewani
  deewani main deewani main yaar teri deewani
  sanam sanam main rat te rat te  khud se huyi begani
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana main deewana main yaar tera deewana
  deewana deewana deewana