Welcome To Bali Lyrics
hum hey ha la la kahi sadiyo purani hai ye ik kahani tumko sunani tumko sunani dharti par swarg tha khushiyo ka nagar tha sab achha tha kisi ka na dar tha wo kaun si jagah hai papa bali bali bali hartaf hariyali bali bali bali jagmagati diwali bali ki kahani tumko sunani dharti par swarg tha khushiyo ka nagar tha sab achha tha kisi ka na dar tha bali bali bali hartaf hariyaali bali bali bali jagmagati diwaali bali ki kahani tumko sunani rangda chudel ka khuni chhaya rangda chudel ka khuni chhaya saare bali par mandaraya bhoot pishacho ke sang milke bali ko narak banaya narak banaya aur is prakaar rangada se tang aakar bali ke rajkumaar aur nivaasio ne milke maha shakti shali varong se madaad mangi aur phir shuru hua varong rangda ke bich ek ghamashan bhayankar mahayudha lekin ant mein varong ki hi jeet huyi bas tab se varong bali ke devata bangaye aur aaj bhi bali mein varong ki puja ki jaati hai ye hai bali ye hai bali cheete se bhi tez sher jaisi taqaat loomadi jaisa chalak aur mahaveer yodhya arjun arjun arjun arjun arjun bali ka rajkumar rankaushal mein honhaar arjun