Maula Bade Door Hai Hum Lyrics
sach hain haq hain, sach hain haq hain bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham sach hai bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham maula jara paas bulaao haq hain thodi aas badhaao sach hain ye duniya jhuthi jhuthi hai haq hain har ummid tuti tuti hai sach hain kar do hasrato ko fanaa haq hain god me apni de do panaaha maula mila do apani ajm se kabhi dur na karna us bajm se maula mila do apani ajm se kabhi dur na karna us bajm se maula maula maula main soya huaa hu kuchh khoya huaa hu maula jaga do mujhko rsta dikha do main soya huaa hu khoya huaa hu maula jaga do mujhko rasta dikha do wo rasta jaha nind aati nahi jo mnjil ko chala hain par koi sathi nahi aankhe khuli hain par soya huaa hu bhul bhulaiya me khoya huaa hu karam karo maula jaga do mujhe sachche ujale ka raasta dikha do mujhe wo rasta jaha nind aati nahi wo rasta jaha nind aati nahi wo manjil jise pahuch kuchh paati nahi wo raasta dikha do manjil par kra do main khoya huaa hu manjil dikha do main soya huaa hu khoya huaa hu maula jaga do mujhko rasta dikha do wo rasta jaha nind aati nahi jo mnjil ko chala hain par koi sathi nahi kinaara kinaara kinaara wahi hain jaha naam hain tera gardish se nikaalane ka bhi kaam hain tera maula ye saanse ginti ki milti hain hame puri hoti hain to pura hota hain samaya inhe kharch karke fir sona hain mujhe aakhrat meri jabaav dena hain tujhe khatayen meri maaf kr do maula tera banda hu bhikhari hu mujhe thaam lo mere muala aa aa aa waada hain tera ki har mushkil hogi asaan imtihaan jo na samjhe hain kitane naada maula aazmaa lo mujhe tum chaho bhi jaise dekhoge nazar me khara utrunga main kaise tera hi banda hu, tera hi banda hu tera hi banda hu banda hu tera hi banda hu banda hu tera hi banda hu, tera hi banda hu bhikhari hu maula main tera bade dur hain ham, kyun majbur hain ham jo kagaj pe likha hain arfon me wo dil me basa hain saanso me likha mit bhi jaye koi baat nahi dil se bichhad jaaye qayamat si raat wahi jab maula ka karam ho jab maula ka karam ho maula maula ka karam ho jab maula ka karam ho jab maula aa aa aa aa jab maula ka karam ho kismat ke saath hain agar maul ki haath meri saugaat hain mumkin nahi ki harf bhi badal jaye yakin hain pura agar dil bhi ghabraye hontho pe duaa hain, dil me mere imaan ujlat ya sukun me, na bhula tera farmaan ya maula ya muala mere maula ji maula ji mere maula ji maula ji ya khwajaa ya khwajaa mere maula ji maula ji mere maula ji maula basa lo apni ajm me kabhi dur na karna us bajm se maula basa lo apni ajm me kabhi dur na karna us bajm se maula maula maula bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham sach hai bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham sach hai bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham sach hai bade dur hain ham haq hai kyun majbur hain ham sach hai