Roshni Me Ghula Ye Sama Lyrics
roshni goom to thi dhup bhi maddham si thi raah me dhund to thi aankh bhi kuchh nam si thi chhat gayi badlisiya dhul gaya hai aasma aa rahi hai ek sada ab yaha roshni me ghula ye sama hai ab yaha roshni se rava hai jaha roshni me ghula ye sama hai ab yaha roshni ab yaha tu jo utha de nazar sahil ki aur tu jo badha de kadam manjil ki aur khuda khud badhake haath apna tham lega tujhe roshni me ghula ye sama hai ab yaha roshni se rava hai jaha mushkil ye raahe aasan ho jayengi mashkkat ye teri ek din rang layegi parvaj kar itni unchi ke arsh jhuk jayega roshni me ghula ye sama hai ab yaha roshni se rava hai jaha roshni me ghula ye sama hai ab yaha roshni ab yaha