Kuch Na Mila Kisi Ko Lyrics
sukh shanti use kya mile jiske man me bair aapas ke is bair me nahi kisi ki khair kuch na mila kisi ko nafrat ke dwaar se kuch na mila kisi ko nafrat ke dwaar se adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se kuch na mila kisi ko nafrat ke dwaar se adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se kisi ki uljhan kabhi na suljhi court kachehri ja ke har vakkil ka kyun bharte ho apne ghar ko lutake apna gala na kaato apni hi talwaar se adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se insaan ki aadat aur adaalat dono ek hi jaise jivanbhar ye pind na chhode inse bache koi kaise jeet se bhi dukh utnna jitna haar ke adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se kuch na mila kisi ko nafrat ke dwaar se adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se kuch na mila kisi ko nafrat ke dwaar se adaalat ke dwaar se aapas ki takraar ko nipta lo pyaar se