Chugliyaan (Mera Yaar Yaar Mujh Me, Mera Pyar Pyar Tujh Me) Lyrics
yaar mera 
  mera yaar yaar mujhme, mera pyar pyar tujhme 

  mujhse kho gaye, ha mujhse kho gaye ho tum 
  teri yaado mein, ha teri yaado mein main gum  
  haste mujhpe din mere, raate hi hai jo karti hai chugliya
  mera yaar yaar mujhme, mera pyar pyar tujhme 
  mera yaar yaar mujhme, mera pyar pyar tujhme 
  
  o yaara tere naal ai ankhiyan lagiyaan
  ki aisiyaan sachchiyaan mohabbataan pakiyan
  ki mere pichhe ishq payaan, hai dil mera thirak gaya

  khwab dekhe tere jaage jaage maine 
  nindo pe pehra hai tera 
  raat kaate taare ginte huve saare 
  chaand mein chehra hai tera 
  raato ki saja ho, subaho ka nasha ho tum 
  teri yaad mein, ha teri yaad mein main gum
  haste mujhpe din mere, raate hi hai jo karti hai chugliya
  mera yaar yaar mujhme, mera pyar pyar tujhme 
  mera yaar yaar mujhme, mera pyar pyar tujhme 
  
  karenge bahane milne ke saare, par ab miloge tum kaha 
  aayenge chhuke ghar ko tumhare, aur hum jalenge khamokha 
  saanso mein ghula ho, pyar ka dhuwa ho tum 