Aaj Jagat Me Raambaan Hai Lyrics

jaise jahar jahar ko marta hain vaise main chamche ko karchhe sse marunga wo kaise aaj jagat me ram baan hain jisko khushamad kahte hain jinhone paya ye gurumantr sada sukhi wo rahte hain sach hain bhai sach hain ji hujuri aur khushamad ki duniya me bhagat jano ji hujuri aur khushamad ki duniya me bhagat jano chhod ek har bhagvaan ki puja is devi ke shran pado chhod ek har bhagvaan ki puja is devi ke shran pado chamchagiri ka paath padho bhai chamchagiri ka paath padho chamchagiri ka paath padho bhai chamchagiri ka paath padho are chamchagiri ki zindabad jiskki patanga aakash ko chhuye uske kadam na chhodo tum jiski dor kate fire usse apna nata todo tum ye chamcho ki rit hain bhaiya isi me apni jeet hain bhaiya jisaki jaisi surat jaise dekho usse vaisi baat karo ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are chamchagiri ki zindabad koi sahab ka chamcha to koi biwi ki chamchi hain chmche ka jo chamcha bana bhai kismat uski chamki hain kya rari kya rishta nata jisaki kalam hain usi ka khata waqt pade to chmcho ke bhi chmche banke chilam bharo ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are chamchagiri ki zindabad dhoti aur ek lota lekar aaye jo chaupati par, aha aha aha vo pahunche hain kadi lagan se jis shoharat ki ghati par tum chaho to bina lagan ke haye ji hujuri ke is fan se us ghati se unchi ghati par bhi ek din ja pahuncho ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are ji hujuri ki duniya me chamchagiri ka paath padho are chamchagiri ki zindabad murga murgi anda sabji, chahe ho lakho pakvaan waah bhai waah, waah bhai waah ek agar chamcha na ho to, rahe adhure dafterkhan waah bhai waah, waah bhai waah chmche bina to rah jati hain, paki pakai handi bhi waah bhai waah, waah bhai waah pade pade pani ho jaye, wishki aur braandi waah bhai waah, waah bhai waah jitne jyada jiske chmche, utni jyada uski shaan waah bhai waah, waah bhai waah chmche ho to lakh fayade, na ho to kitne nuksan is duniya me chhota bada sab kisi na kisi ka chamcha hain sach hain bhai sachh hain nirdhan hain dhanvaan ka chamcha nirbal hain balvaan ka chamcha gyaani hain gunvaan ka chamcha pandit hain jajmaan ka chamcha, jai ho jai ho hadippa jai ho, hadippa jai ho hadippa jai ho kar de kaary pathaan ka chamcha hoye hoye hoye hoye banwari hain paan ka chamcha hoye hoye hoye hoey petu hain pakvaan ka chamcha tattu hain dhanvaan ka chamcha chor hain thane dar ka chamcha baniya hain shahudar ka chamcha chor hain thane dar ka chamcha baniya hain shahudar ka chamcha aashiq hain dildaar ka chamcha chamcha chmchedaar ka chmcha chamchagiri zindabad chamchagiri zindabad chamchagiri zindabad bol maha chamcha ki jai