Hum Hawa Me Bhi Chirag Apna Lyrics

hum hawa me bhi charag apna jala lete hai hum hawa me bhi charag apna jala lete hai dil jise chahe use apna bana lete hai dil jise chahe use apna bana lete hai hum hawa me bhi charag apna jala lete hai ha ji jala lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai hum charago ko nahi dil ko jala lete hai hum charago ko nahi dil ko jala lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai ha ji wafa lete hai julm ko aaina dikhana hai zehar ko zehar maar deta hai zehar ko zehar maar deta hai maar deta hai hoke mauys khelne wala jeetkar bhi to haar deta hai jeetkar bhi to haar deta hai haar deta hai raahe ulfat me badh gaya hai kadam haye raahe ulfat me badh gaya hai kadam haye ab ye roke se ruk nahi sakta ruk nahi sakta, ruk nahi sakta ji ruk nahi sakta, ruk nahi sakta aise khuddar hai ke apna sar kat to sakta hai jhuk nahi sakta aise khuddar hai ke apna sar kat to sakta hai jhuk nahi sakta shisha najuk hai to sau baar bala se tute hum to patthar se bhi aaina bana lete hai hum to patthar se bhi aaina bana lete hai hum hawa me bhi charag apna jala lete hai ha ji jala lete hai bolna julm to nahi lekin khamoshi me bhi jaan hoti hai jaan hoti hai ji, jaan hoti hai ha ji ha ji are jaan hoti hai sare gulshan ki aabru hokar har kali bejuban hoti hai har kali bejuban hoti hai haale dil aaj shikar ho jata yu jo rudade gham baya hoti haale dil aaj shikar ho jata yu jo rudade gham baya hoti ya to dil hi labo pe aa jata ya mere dil me bhi juba hoti ya to dil hi labo pe aa jata ya mere dil me bhi juba hoti aarzu ki koi aawaz na, na koi surat aur ho bhi to use dil me chhupa lete hai aur ho bhi to use dil me chhupa lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai ha ji wafa lete hai hum hai mukhtar apni marji ke aarzu ka bhram nahi lenge bhram nahi lenge maangne se agar mile jannat aisi khairat hum nahi lenge aisi khairat hum nahi lenge hum nahi lenge ho ab humara pasand hai apni haye ab humara pasand hai apni haye kaun humse najar milata hai kaun humse najar milata hai ji kaun humse najar milata hai apni jurat pe naaz karte hai chhin lena bhi humko aata hai apni jurat pe naaz karte hai chhin lena bhi humko aata hai chasme saki se ijajat ki jarurat kya hai jinme himmat hai wo paimana utha lete hai jinme himmat hai wo paimana utha lete hai hum hawa me bhi charag apna jala lete hai ha ji jala lete hai kijiye lakh masle roshan phir bhi nure sahar nahi banta nahi banta hai ji, nahi banta hai ha ji ha ji nahi ji nahi banta dard badhkar dawa to hota hai aeb lekin hunar nahi banta aeb lekin hunar nahi banta saya pani me tairta hai magar koi dhabba najar nahi aata saya pani me tairta hai magar koi dhabba najar nahi aata ek rukh aaine ka ye bhi hai jisme chehra najar nahi aata ek rukh aaine ka ye bhi hai jisme chehra najar nahi aata justju charagaro ki na hume marham ki phir chubhte huye teero ka maja lete hai phir chubhte huye teero ka maja lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai hum charago ko nahi dil ko jala lete hai hum charago ko, hum charago ko hum charago ko nahi dil ko jala lete hai bekhata hoke bhi iljame wafa lete hai