Taki Ho Taki Lyrics
taki re taki re taki taki taki re
  ae taki ho taki re taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
  ho taki haa taki re taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
  o aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
  ab kya rah gaya baki
  taki ho taki ha taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
  ae taki ho taki haan taki taki taki re
  jab se main aankh me jhanki
  
  bhige bhige hotho se gore gore rang se
  lipta rahu mai tere is ang se
  ishk hamara bhi ab rang layega
  hum jo mile hai to bada maja aayega
  ho aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
  ab kya rah gaya baki
  taki ho taki ho taki taki taki re
  jab se main aankh me jhanki
  taki ho taki haan taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
  
  mithi mithi baato se mujhko fasaya hai
  tune ye kaisa mera haal banaya hai
  mummy tu banegi, mai daddy ban jaunga
  ab tere baap ko nana main banauga
  aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
  ab kya rah gaya baki
  taki ho taki ha taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
  hey taki ho taki haan taki taki taki re
  jab se main aankh me jhanki
  aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
  ab kya rah gaya baki
  taki ho taki ha taki taki taki re
  jab se main aankh me jhanki
  taki ho taki ha taki taki taki re
  jab se tu aankh me jhanki
                            
                            
                        