Murabba (Solo) Lyrics
sabr ki choos ekar hai purana photo paper hai gazab ki zaat murabba chakh le re bhaiya ki jitne mausam dekhe ho lalat utni hi bhitar hai har ek jazbaat murabba rakh le re bhaiya murabba murabba ha re bhaiya hai dil bhi murabba ha re bhaiya murabba murabba hai dil bhi murabba suniyo re bada hi ajuba fasana hai aajmana dukano me aajmana dukano me kaanch ke martbano me kaid hai ye rakha har kisiki rasoyi me jisne ummid sokhi thi hai tabhi ban saka iske sang ye hi jana hai mitha mitha sa hota hai zayka dard ka juba tu khul ke na bole zamane khul ke bolenge o dil ki baat murabba chakh le re bhaiya ke kitne mausam dekhe ho lalat utni hi bhitar hai har ek jasbat murabba rakh le re bhaiya murabba murabba ha re bhaiya hai dil bhi murabba ha re bhaiya murabba murabba hai dil bhi murabba suniyo re bada hi ajuba fasana hai laya hai khayalo me la murabba kaabu me raho to jaane jivan ka sarmaya hai saath murabba hai jo bhi tujhe wahi jaane suniyo re ajuba bada hi fasana hai