Charan Pakad Binti Karu Suniye Karipya Nisaar Lyrics
charan pakad vinti karu suniye karipya nisar
  deep jala ke ghyan ka dur karo agyaan
  jab teri karipya se valmiki daku se bana mahan 
  to kyu na mere pati ko mile parbhu bhakti ka vardan 
  na hire na moti na ratan chahiye
  na hire na moti na ratan chahiye
  na duniya ki daulat na dhan chahiye
  dena hai to dena hai to itna vardan de 
  parbhu tere charan ki lagan chahiye
  
  jo pap ke kanth me pav badhte
  unhe punay ke path pe lota de 
  unhe punay ke path pe lota de 
  poonam ka chanda tu chamka de
  poonam ka chanda tu chamka de
  moh maya bhara ye man chahiye 
  lobh lalach dhara na ye tan rahi 
  jo dena hai to itna vardan de 
  parbhu tere charan ki lagan chahiye
  teri hi bhakti me man magan chahiye 
  na  hire na moti na ratan chahiye
  
  sansar to ek chhal aur dhokha
  sacha to bas ek tera naam hai 
  sacha to bas ek tera naam hai 
  bhakti se bhar de ye bhandar man ka
  sone aur chandi se kya kam hai
  sone aur chandi se kya kam hai
  na jag ki ye jhuti sapan chahiye
  na maniyo se mandit bhavan chahiye
  jo dena hai to itna vardan de 
  parbhu tere charan ki lagan chahiye
  teri hi bhakti me man magan chahiye 
  man magan chahiye man magan chahiye man magan chahiye 
  
  gopal krishna hare hare krishna gopal krishna hare hare krishna
  gopal krishna hare hare krishna gopal krishna hare hare krishna
  gopal krishna hare hare krishna gopal krishna hare hare krishna
  gopal krishna hare hare krishna gopal krishna hare hare krishna
  krishna krishna krishna krishna
                            
                            
                        