Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics

panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna khoya tha na jane kis khyal me uljhe naina dekhbhal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna panchi fas gaya, panchi fas gaya jaal ke jo bahar ho andar ana chahe jaal ke jo andar wo bahar jana chahe jaal ke jo bahar ho andar ana chahe jaal ke jo andar wo bahar jana chahe dekhe jo tarse na dekhe wo tarse jadu hai gori chal me uljhe naina dekhbhal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna panchi fas gaya, panchi fas gaya man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya sari dunia me maje nahi utne jitne maje sasural me uljhe naina dekhbhal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna panchi fas gaya, panchi fas gaya rup kisi anchal me kaise chup sakega suraj ye badal me kaise chup sakega rup kisi anchal me kaise chup sakega suraj ye badal me kaise chup sakega kon khusi khusbu ko mar pyar wala ham jhukte nahi kisi hal me panchi fas gaya jal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna panchi fas gaya, panchi fas gaya panchi fas gaya, panchi fas gaya lyrics typed by: hanshu malik