Sochu Mai Lyrics

?sochu main tujhe tere bin dil na rahe tanha mera dil ab kaise ye jiye dil se mere tu kabhi hona na juda o jana meri jaan main deewana tera aaja meri jaan kaise main batau ki teri chahat me kitna nasha dekhu main jahan bhi use pau tera nisha dard ye dil nahi jata hai nahi aata hai ek pal nahi kada bechain main hota hu jab rahta hu tujhse juda aaja meri jaan sochu main tujhe tere bin dil na rahe tanha mera dil ab kaise ye jiye dil se mere tu kabhi hona na juda o jana meri jaan mai deewana tera aaja meri jaan aaja meri jaan