Khila Khila Tha Sama Jab Pyar Hua Tha Hamko (Door Kahi) Lyrics
khila khila tha samma 
  jab pyar hua tha hamko
  aur achnak kale badal yu cha gaye
  dundali hui duniya bikhare sapne
  aur nahi ab sehna
  aur nahi ab chalna
  kab mai ha mai udd jau
  dur kahi dur dur kahi
  
  ek ujhala aasamn me fir chaya
  hamare bache ne maine sab paya
  par khushiya bhi hai ek maya
  mitta fir se vo saya
  laut aaya vapas vo sunapan
  kya ant hoga is agniprikasha ka
  dil chahe ham sath rahe hardam
  na jane puri kab hogi ye aasha
  aur nahi ab sehana
  aur nahi ab chalna
  kab mai ha mai udd jau
  dur kahi dur dur kahi
  dur kahi dur dur kahi
                            
                            
                        