Guinya Lyrics
jana hai to chali hi jana 
  aana ho to aa jana guiya 
  apne aap fakiri dil mein hai thahri
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  
  khali hai raste khali shahar hai
  khali hai najre khali nahar hai
  khali hai duniya va re va duniya
  tera koun thikana 
  duniyan ka koun thikana
  chali hi jana re guiya chali hi jana
  chali hi jana re guiya 
  apne aap fakiri dil mein hai thahri
  
  sapne hai dhokhe sapne ke ghar
  sapne hai rate sapne shahar hai
  sapno ki khilti hai suiyan guiyan
  sapno ka koun thikana 
  sapno ka koun thikana 
  sapno ka koun thikana 
  jana hai to chali hi jana 
  aana ho to aa jana guiya 
  apne aap fakiri dil mein hai thahri
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  piya ka koun thikan 
  
  tumane kahi nahi hamne suni nahi
  kisse kahaniyan dil mein basenge
  koun thikan basti ka koun thikana
  re guiyan basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana
  basti ka koun thikana