Ab Jaana Kaha Lyrics
dauraahe pe kahde yaado ke parinde
ab inko jana kahan
apne bhi udaas hai
sapne bhi niraash hai
ab inko jana kahan
khushiyo ki daal par baithe
satrangi khwaabo ko le kar
ud chale the kahi
jaane kaha baadlo me kahi
chhota sa ye kaarwa kho gaya
ab jana
ab jana hai kahan
ab jana
ab jana hai kahan