Kero Mama, Duniya Mane Bura To Goli Maro Lyrics

mamaiya kero kero kero mama kero mama duniya mane bura to goli maro goli maro dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro duniya mane bura to goli maro goli maro dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro yaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do dusmani hai kya yaaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do dusmani hai kya mamaiya kero kero kero mama kero mama jb jal pare ham to rukte nhin aandhi ke aage bhi jhukte nahi sa jhukaye jo har jaye jo o aadmi bhi aadmi hain kya duniya mane bura to goli maro goli maro dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro yaaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do dusmani hai kya mamaiya kero kero kero mama kero mama ghar ne jo dil se nikala hame in raston ne hai pala hame muskurake ke ham jhelte hain gam ro ke hi bite wo zindgi hain kya duniya mane bura to goli maro goli maro dar ke jina hai koi jina yaaro jina yaro yaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do dusmani hai kya mamaiya kero kero kero mama kero mama are kahne do badnam barbad hain lekin ham hi log aabad hain dil khe jidhar are chal diye udhar hamse pucho aajadi hain kya duniya mane bura to goli maro goli maro dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro yaaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do dusmani hai kya mamaiya kero kero kero mama kero mama