Tere Bagair Jane Jana Lyrics

tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana haye tere bagair jane jana sochta hu yahi main diwana ke akela main jiunga kaise tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana ke akela mai jiunga kaise tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana ye palke jinme hai mere sapne ye palke jinme hai mere sapne ye lab jo lagte hai mere apne inko mai gawa dunga to rahunga kaise, kaise, kaise tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana firunga ho ho ke mai preshan firunga ho ho ke mai preshan chupaye ankho me lakh tufa gum ke in tufano ko ho main piyunga kaise, kaise, kaise tere bagair jane jana sochta hun yahi mai diwana gajab hai jiwan ki tez dhara gajab hai jiwan ki tez dhara chuda de lahre to sang mara main tanha kinare tak ho pahuchunga kaise, kaise, kaise tere bagair jane jana sochta hun yahi main diwana ke akela main jiunga kaise