Hum To Jis Raah Pe Jaate Hai Lyrics
hum to jis rah pe jate hai hum to jis rah pe jate hai wahi ye hasi mil jate hai jinko jinki chahat hoti hai jinko jinki chahat hoti hai kahi na kahi mil jate hai ho kitni gulfa hum tum ko jane ho kitni gulfa hum tum ko jane bhari na itni unchi udane jao chale to hum tumko mane itna hi yakin jo hai tumko tu lijiye hum mil jate hai jinko jinki chahat hoti hai kahi na kahi mil jate hai mausam ye rangin din ye suhana mausam ye rangin din ye suhana jaise ki khichi ho taswir-e-jana virane me bhi ye bahar dekho na jaha hum milte hai do phul wahi khil jate hai jinko jinki chahat hoti hai kahi na kahi mil jate hai hum to jis rah pe jate hai hum to jis rah pe jate hai wahi ye hasi mil jate hai kahi na kahi mil jate hai