Maut Lyrics

dil ki dhadkan hai ya goliyo ka shor hai faasle ho jayenge najdik aaja mila le dil jala le zindagi ko na jane kab milegi ye nasib dil nahi to chain nahi, rain nahi, sain nahi ye khayal to khaye jaye jeena to maut hai na jane kab aayega kise bulake, ye kise le jayega maut jeene ke liye jaruri hai ye, maut kaise ban gayi majburi hai ye, maut lena dena tab pata chalta hai, maut kamai ka andaza milta hai jinda hoke mar gaya main marke jinda ho gaya dil ki dhadkan me zindagi ka shor hai ye kyu manate ho shok ae hadim har sawal jawab ka tu jod hai ye khayal tu tay kare jeena to saar hai, pyar hai, yaar hai bhatko ko ye to raah dikhaye jeena to jeena hai marna hai to marna hai jiska waqt aaya hai usi ko chale jana hai maut sirf raahe badal jate hai, maut naye dwar khul jate hai, maut lena dena tab pata chalta hai, maut kamai ka andaza milta hai bekhabar hai sawali nishan hai ye mil jaye jo wo ae nasib jeena tufani hai baaki sab byani hai chhuke leke jaati hai zindagi mera bulava hai ye zindagi ka dava hai mujhe bulaye ye tujhe bhi bulaye palat ke hawa muskuraye meri maut, teri maut iski uski sabki bas maut, maut jeene ke liye jaruri hai ye, maut kaise ban gayi majburi hai ye, maut lena dena tab pata chalta hai, maut kamai ka andaza milta hai maut sirf raahe badal jate hai, maut naye dwar khul jate hai, maut lena dena tab pata chalta hai, maut kamai ka andaza milta hai jeene ke liye jaruri hai ye, maut kaise ban gayi majburi hai ye, maut lena dena tab pata chalta hai, maut kamai ka andaza milta hai, maut