Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics
ho, dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai jisne bhi dil ko lagaya hai usne to dhoka hi khaya hai jisne bhi dil ko lagaya hai usne to dhoka hi khaya hai kal tak nahi thi mujh ko khabar ye aaj maine ye jana hai jana hai dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai zakhm khate hai tut jate hai raho me pyar ki kitne kate hai, kitne sadme hai baaho me yaar ki zahkm khate hai tut jate hai raho me pyar ki kitne kate hai, kitne sadme hai baaho me yaar ki jisne na apna jana hai dil to usi ka diwana hai jisne na apna jana hai dil to usi ka diwana hai kal tak chale the wo saath mere aaj bichhude to jana hai jana hai dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai pyar khoya hai, kyu ye khoya hai kyu hai ye duriya dil jo roya hai, kyu ye roya hai kasi hai majburiya pyar khoya hai, kyu ye khoya hai kyu hai ye duriya dil jo roya hai, kyu ye roya hai kasi hai majburiya ghum ki adheri raato ka dil kyu huya ye nishana hai ghum ki adheri raato ka dil kyu huya ye nishana hai kal tak chale the wo saath mere aaj bichhude to jana hai dil ki itni kahani hai dil ka itna fasana hai