Nadaan The (Revise) Lyrics
?nadaan the hum jo kar paye wafaye thi meri khudgarzi jo kar di khataye tu jo nahi to kuch bhi nahi zindgi me saye bhi to kho gaye roshni me kisko bulayen kisko sunaye khud hi bewafa hain kisko bataye takra ke aati hai wapas ye sadaye nadaan the hum jo na kar paye wafaye mujhko bana de chahe mita de haq hai tera jo chahe saja de fitrat me mana waar ki thi ab jaake jana kaha khushi thi jisko paya maine jo diya berukhi me sab bebajah tha jo diya trahnagi me ki bhi hai na jo ab dega duaye garadn jhuki hai sharminda nigaahe nadaan hai hum jo na kar paye wafaaye mere khuda mujhe aisa banaya kyon patthar banaya to fir dil lagaya kyun khwabo khayaalo me ye ghar banaya tha par wo tha sach jo sab maine jalaya tha paanu so si chalti hai dil ki samaye usme bemausam ye tufaani hawaye kaise jeeun is tarah bebasi me lagta nahi dil mera kisi bhi khushi me ghire baake daago ko kaise chhupaye use hi wafaye kisko manaye tu jo nahi to kuch bhi nahi nahi zindgi me saaye bhi to ab kho gaye roshni me kisko bulaye kisko sunaye kisko bulaye kisko sunaye khud hi bewafa hain kisko bataye takra ke aati hain wapas ye sadaye nadaan the hum jo kar paye wafaye thi meri khudgarzi jo kar di khataye nadaan the hum jo kar paye wafaye nadaan the hum jo kar paye wafaye thi meri khudgarzi jo kar di khataye