Darmiyaan (Reprise) Lyrics
?aankho me tere saye 
  chahu to ho na paye
  yaado se teri fasla hay
  jake bhi tu na jaye 
  thehra tu dil me hay
  hasrat sa banke kyu bhala
  
  kyu yaad karti hu 
  mitti hu banti hu 
  mujhko tu laya ye kaha
  benaam rishta
  benaam rishta bechian karta ja
  ho ruk sake jo darmiya
  darmiya darmiya darmiya
  darmiya darmiya darmiya
  kuch to tha tere mere darmiya
  darmiya darmiya darmiya
  darmiya darmiya darmiya
  kuch to tha tere mere darmiya
  kuch to tha tere mere darmiya
                            
                            
                        