Nadiyaa Ke Pani Jaisa Jeevan, Sadiyo Se Behta Jaye Lyrics
nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re hey nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re insan to anjaan hai, kya hoga agale pal yahan insan to anjaan hai, kya hoga agale pal yahan kislo khabar kisko fikar, ham hoge agale pal kaha jeewan ko jisse jo hai kahna, jeewan wo kahta jaye re dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re so rang hai so rup hai, ek pal ke mosam me yahan ho so rang hai so rup hai, ek pal ke mosam me yahan ye jindagi to hai khushi bachke, jaoge tum kaha jeewan to bas uska hai jeewan, gam me jo hasta jaye re dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re ek pal me dard jage hai, ek pal me chain mile hai jeewan ka yahi tamasha re nadiya ke pani jaisa jeewan, sadiyo se bahata jaye re dekho to lage hai ye darpan, man kaisa dokha khaye re