Kaam Kar, Ghadi Me Chalta Kanta Bole Lyrics
ghadi me chalta kanta bole pal pal aata jata bole
  haan haan ghadi me chalta kanta bole pal pal aata jata bole
  din or raat ki uljhan bole dil me dhadkati dhadkan bole
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  
  naam na lo ab rukne ka kaam hai matlab jeene ka
  naam na lo ab rukne ka kaam hai matlab jeene ka
  ansu ya madira se bhi jalim nasha paseene ka
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  
  beech me kyo rukte hai hath moke talashte hai hath 
  haan beech me kyo rukte hai hath moke talashte hai hath
  har do din ke beecho beech tang adati kyo hai raat
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  
  din me kaam raat me kaam jeewan ki pahchan hai kaam
  haan din me kaam raat me kaam jeewan ki pahchan hai kaam
  baithne de ab tan bole has mat pyare man bole
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  
  ghadi me chalta kanta bole pal pal aata jata bole
  haan haan ghadi me chalta kanta bole pal pal aata jata bole
  din or raat ki uljhan bole dil me dhadkati dhadkan bole
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
  kaam kaar kaam kaar kaam kaar kaam kar 
  kaam kar kaam kar kaam kar
                            
                            
                        