Behosh Lyrics
aasa bilkul nahi tha
  khud se pichha chhudana
  tapte sholo me jal ke
  bekhud khud ko banana
  
  kabse gardish me gum tha
  sitara ha mera jaha ka
  usko hatho me leke
  jajba maine banaya
  hosh khoya maine yaha
  hosh paya maine yaha
  ha ha ha ha
  ha ha ha ha
                            
                            
                        