Shaakho Pe Jo Khilthi Hai Lyrics
shakho pe jo khilti hai kahaniya kahta hu main kirni bhalu hu jungle me rahta hu shakho pe jo khilti hai kahaniya kahta hu main kirni bhalu hu jungle me rahta hu langur bhi angur bhi, hai panchhi aur machhi bhi kala koua, lalu bander ek lomdi jhuthi sacchi bhi aur gidad vidad, bichhu bhalu sabke apne kisse hai jungle hai ek lekin isme sabke hisse hai langur bhi angur bhi, hai panchhi aur machhi bhi kala koua, lalu bander ek lomdi jhuthi sacchi bhi aur gidad vidad, bichhu bhalu sabke apne kisse hai jungle hai ek lekin isme sabke hisse hai jhagde, lalach, dosti aur niti samjha du kuch hone wali baate kuch dil ki batla du mera jungle to dekha tum logo ne lekin waha ke bashinde yani lekin waha ke rahne walo se aapka parichay nahi hua jaise aap log apne mulk ka itihaas padhte hai na usi tarah humare jungle ka bhi bahut purana itihaas hai waha bhi bade bade raja aur ran ye jo itihaas hai unki kahaniya hai jaise raja kapi ek bada meharban, balwan, vidwan gyani raja tha bandaro ka raja, raja kapi raja kapi ne apne bandaro se kaha tha ke aam khao aur guthli fenk do lekin dekho koi aam nadi me kabhi mat fenkna aur sab bandaro ne uski maan li uske raaj me bander badi mauj karte the na koi darr, khauf, chinta vusul asul to koi tha nahi bindas jeete the pedo par kudte faante chhlange lagate aur gaaya karte the