Khan Paan Laddu Jalpan (Manva) Lyrics
khan paan laddu jalpaan me jalebi ye lagan anokha khane me lao dijiye barfi gulab jamun petha malai khao khao kheer mung halwa mithi dakar pao pao ye jo dhup ki aag hai baan hai to wo madumas ka chand hai ye talwar ke phul ki jaan hai to wo jhankar si taan hai sabko bhula ke aaj gao ji gao inpe lage na koi haye bure man ki chhan me jo dekh lo to ek lage shankar hai chhan me jo dekh lo to ek parwati manwa ga raha ga raha jaise bhige bhige bholepaan me bholepaan me hogi ye katha ye katha hogi jaise sabhi ne sapne, sabhi ne sapne garam hai kadahi or dur hath sek sek aam utha lo bandhu, guthli ko dur feko feko mast ram hum hai, ab koi na sambhalo chhodo chhodo ji surahi matke me muh ko dalo dalo sone ki thali si ho, chandi ki pitari si ho heere ke moti ki choti anguthi si jag se pyari ho sang me gulab ho to wo sharma jaye cham cham aag ho to wo ghabra jaye sur me jo aag ho to budhi me thodi si uda lo bhang haye haye re haye re haye ji me jee aa jaye ki rang tarang chhaye chhaye re chhaye re chhaye are rang me magan the ang ang kya kare tumhre sang kya kare ye umang kya kare chhore ab to nagada jam ke baja mauje umad ghumad umad ghumad manwa ga raha ga raha jaise bhige bhige bholepaan me bholepaan me hogi ye katha ye katha hogi jaise sabhi ne sapne, sabhi ne sapne jhume asmaan me bala tha jagmagaya aaya dekho veer dekho sone ka haar laya aaya ho veer hai jawan hai, ye aisa shaktiman hai ki jaise koi dhamaka gunja ho aasmaan me aisi ho