Mukhtasar Mulakat Hai, Ankahi Koi Baat Hai Lyrics
mukhtasar mulakat hai, ankahi koi baat hai
  phir raat ki shaitaniya, ya alag yeh jazbaat hai
  mukhtasar mulaakat hai, ankahi koi baat hai
  ankahi koi baat hai
  mukhtasar mulaakat hai, ankahi koi baat hai
  phir raat ki shaitaniya, ya alag yeh jazbaat hai
  i can''t control this feeling
  don''t know whats going on
  but i wanna let go, oo woo
  
  mausam yeh kehta hai, bhige andhero me
  dubki lagaate hai aa, par mujhko lagta hai
  mai rok lu khudh ko, ehsaas hai, yeh naya
  kya hua, mai hu bekhabar, hai naya sa, suhana asar
  jeet hai ya maat hai
  mukhtasar mulaakat hai, ankahi koi baat hai
  
  yeh to suna tha, ke kuch aisa hota hai
  par mujhko bhi, ho gaya
  meri to duniya, bilkul alag thi
  andaaz wo, kho gaya
  dekhna dubna ho gaya, dubna tairna ho gaya
  kya asar mere saath hai
  mukhtasar mulaakat hai, ankahi koi baat hai
  phir raat ki shaitaniya, ya alag yeh jazbaat hai
                            
                            
                        