Kabhi Kabhi Mere Dil Me Ye Sawal Aata Hai (House Track Trance) Lyrics

kabhi kabhi mere dil mein ye sawaal aata hai ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota sorry yaar duniya bekaar bina son of sardar son of sardar duniya bekar bina son of sardaar batole means girl means kudiyan to hoti par punjabane na hoti duniya ki ladko ki aatma sohni kudiyo ko roti mirze na hote ranjhe na hote to kaun karta hai kudiyo ko pyaar sorry yaar duniya bekar bina son of sardaar kabhi kabhi mere dil mein ye sawaal aata hai ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota daaru ki dukaano pe pad jaate taale murge bhi ghumte aiwi sadko pe sale imagine duniya without saro bina saag bina butter bina lassi bina assi bina tussi kaisi lagti duniya without colour of dastar turban sorry yaar duniya bekar bina son of sardar kabhi kabhi mere dil mein ye sawal aata hai ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota haraamzaada is mein pyar hai zyada saddi tohadi addi ye duniya ko hum ne sikhayi is kolavari di ki baari to baad mein aayi gaaliyo ke bina yaar kaise dikhate pyaar sorry yaar duniya bekar bina son of sardar kabhi kabhi mere dil mein ye khayal aata hai ye khayal zara baar baar aata hai kaun jalata thande seeno mein aag jeena hote jallianwala baag bhagat to hote par bhagat singh na hote je guru na hote to guru gobind singh na hote je sardaar na hote to bhangra kaise pate kaun laata rookhe chehro pe hasse din to hote par na lagte tyohar duniya bekar bina son of sardaar paji sardar par joke to karna par joker mat samajhna kyunki sardaar ke dastar par haath uthayega to sardar uthadega