Rani Tu Mai Raja (Remix) Lyrics
tu meri rani mai hu tera raja 
  aaja meri baho me aaja
  ha karde mujhko mai 
  tere ghar le aau band baja
  
  have you mind na divorce
  karenge hum picture ofcourse
  pyar ki hogi baby nayi suruat
  fir yad rakhegi tu ye rat
  band baja aaja aaja
  
  milne se ambar aaj rachaja
  dil ke shish mahal me aaja
  bin fero ke byah racha ja
  rani tu mai raja
  rani tu mai raja
  tujhe dekhu jab jab mera dil dhadke
  kabhi aag lag jaye kabhi shola bhadke
  bin badra ke jaise bijli kadke
  rani mai tu raja
  rani mai tu raja
  raja aaja aaja
  band baja aaja aaja aaja
  raja aaja aaja
  
  o meri madhubala tujhko bin warmala
  london ghumaunga ghumaunga patiyala
  hu lala hu lala tu chabi mai tala
  aaja ab aa bhi ja haye mud bada dilwala
  tujhe dekhu jab jab mera dil dhadke
  kabhi aag lag jaye kabhi shola bhadke
  bin badra ke jaise bijli kadke
  rani mai tu raja
  rani mai tu raja
  tu meri rani mai hu tera raja 
  aaja meri baho me aaja
  ha karde mujhko mai 
  tere ghar le aau band baja
  have you mind na divorce
  karenge hum picture ofcourse
  pyar ki hogi baby nayi suruat
  fir yad rakhegi tu ye rat
  band baja aaja aaja
  
  chal meri chandar mukhi aish karaunga
  jannat dikhaunga tujhe java pe le jaunga
  cola very ki dhun tujhko sunaunga
  tokyo me tajmahal tere liye banwaunga
  tujhe dekhu jab jab mera dil dhadke
  kabhi aag lag jaye kabhi shola bhadke
  bin badra ke jaise bijli kadke
  rani mai tu raja
  rani mai tu raja
  milne se ambar aaj rachaja
  dil ke shish mahal me aaja
  bin fero ke byah racha ja
  rani tu mai raja
  rani tu mai raja
  raja aaja aaja
  band baja aaja aaja
  raja aaja aaja