Abhi Abhi To Mile Ho (Duet) Lyrics
abhi abhi to mile ho, abhi na karo chhutne ki baat
  abhi abhi to pasand aaye ho, abhi abhi ruthne ki baat
  abhi abhi to roshni aayi abhi na karo muh chhupane ki baat
  abhi abhi to jindagi suru hai abhi abhi tham jane ki bat
  ham to haare, mahiya re munde naina neend te haare
  ham to haare, mahiya re munde naina neend te haare
  
  teri bajuo me meri chahte samaye
  teri dhadkano ko meri dhadkane sunaye
  teri khwahiso se meri khwahise riha hai
  teri karwato se meri dasta bayaan hai
  kya sukun kya junnu hamnawa 
  abhi abhi dil ki suni hai, abhi na karo jimane ki baat
  abhi abhi baate ruki hai, abhi abhi dohrane ki baat
  abhi abhi awaragi aayi, abhi na karo sambhalne ki baat
  abhi abhi jindagi suru hai, abhi abhi tham jane ki baat
  wo juban to bewajah ho, ke gujare bin tumhare jiski raat
  wo juban to bewajah ho, ke gujare bin tumhare jiski raat
  
  teri bajuo me meri chhahte samaye 