Phir Le Aya Dil (Redux) Lyrics
phir le aaya dil, majbur kya kije
  phir le aaya dil, majbur kya kije
  raas na aaya rahna dur kya kije
  dil kah raha use makkamal kar bhi aao
  wo jo adhuri si baat baki hai
  wo jo adhuri si yaad baki hai
  wo jo adhuri si yaad baki hai
  
  karte hai hum aaj kabul kya kije
  ho gayi thi jo, humse bhool kya kije
  karte hai hum aaj kabul kya kije
  ho gayi thi jo, humse bhool kya kije
  dil kah raha use mayassar kar bhi aao
  wo jo dabi si aas baaki hai
  wo jo dabi si aanch baaki hai
  wo jo dabi si aanch baaki hai
  wo jo dabi si aanch baaki hai
  
  
  kismat ko hai ye manjur kya kije
  milte rahe hum badastur kya kije
  kismat ko hai ye manjur kya kije
  milte rahe hum badastur kya kije
  dil kah raha usse musalsal kar bhi aao
  wo jo ruki si raah baaki hai
  wo jo ruki si chaah baaki hai
  wo jo ruki si chaah baaki hai
  wo jo ruki si chaah baaki hai
  wo jo ruki si chaah baaki hai
  wo jo ruki si chaah baaki hai
                            
                            
                        