Maine Kaha Phoolon Se, Hanso To Woh Khil Khila Ke Hans Diye Lyrics

maine kaha phulo se maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye aur ye kaha jivan hai bhai mere bhai hasne ke liye ho maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye aur ye kaha jivan hai bhai mere bhai hasne ke liye hasne ke liye maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye suraj hasa to bikhar bikhar gayi kirne suraj hasa to bikhar bikhar gayi kirne suraj hasa re kiran kiran chun kar dharti ye saj ke sunhari ban gayi re, maine kaha o maine kaha sapno se saji to wo muskura ke saj gaye aur ye kaha jivan hai bhai mere bhai sajne ke liye sajne ke liye maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye ye sham to yu hase jaise hase dulhan ye sham to yu hase jaise hase dulhan ye sham to nile nile sawle ambar me rang jo gulabi lage bharne, maine kaha o maine kaha rango se chhalko to wo jag ye sara rang gaye aur ye kaha jivan hai bhai mere bhai rangne ke liye rangne ke liye maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye mausam mila wo kahi ek din mujhko mausam mila wo kahi ek din mujhko mausam mila re maine kaha ruko khelo mere sang tum mausam bhala ruka jo wo ho gaya gum, maine kaha o maine kaha apno se chalo to wo sath mere chal diye aur ye kaha jivan hai bhai mere bhai chalne ke liye chalne ke liye maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye maine kaha phulo se haso to wo khilkhila ke has diye